Ajay Devgan Dialogues From Singham, Diljale, Dilwale | Comedy, Action, Famous Dialogues
Best Of Ajay Devgan Dialogues | Comedy, Action, Famous Dialogues
Ajay Devgan is the actor who entertaining fans since past 2 decades. He established himself as an action hero during his early years. But later on, he did a romantic and comedy roles. Nowadays He is industries one of the most valuable actors. He is among the actors whose dialogue delivery skills are extraordinary and fans make the collections of their dialogues. So today we are presenting the list of Ajay Devgan Dialogues.
Role Played: Inspector Bajirao Singham. Co-Stars: Kajal Agarwal, Prakash Raj, Sonali Kulkarni, Ashok Saraf.
Who can forget the Singham?. Here are some famous Ajay Devgan dialogues.
Meri Zarurate Kam Hain, Isiliye Mere Zameer Me Dum Hain.
Aata Majhi Satakli.
Aali Re Aali, Aata Tujhi Baari Aali.
Jis Me Hain Dum, Toh Fakt Bajirao Singham.
Ye Gaon Mera Hain Aur Me Is Gaon Ka Jaykant Shikre.
Jo Kanoon Todega, Me Uski Haddiya Todunga.
Kutton Ka Jhoond Kitna Bhi Bada Ho, Uske Liye Ek Sher Hi Kafi Hota Hain.
Aag Jo Dil Me Lagi Hai, Usse Duniya Me Laga Dunga Main, Jo Teri Doli Uthi, Zamane Ko Jala Dunga Main
Hum Toh Kab Se Apni Jaan Hatheli Par Liye Ghoom Rahe Hai, Kambakhat Koi Leta Hi Nahi
Jaan Pyari Hai Toh Uska Khayal Tak Apne Dil Se Nikaal Do, Varna Jal Jaoge, Kyon Ki Hum Diljale Hai
Main Mar Nahi Sakta, Na Hi Zinda Pakda Ja Sakta Hoon, Bas Maar Sakta Hoon, Sirf Maar Sakta Hoon
Jo Mere Pyaar Ka Daawa Na Sabit Kar Sake, Woh Jaan Kis Kaam Ki Hain
Is Dharti Se Gaddari Mat Kar, Varna Yeh Dharti Phategi, Sholay Ughlegi, Aur Tujhe Raakh Kar Degi
Jo Jab Hindustan Ko Mitana Chahega, Mitti Me Mil Jayega
Agar Woh Chale Gaye, Toh Insaan Nahin, Barood Bankar Lautenge
Ajay Devgan Famous One Liners From Company
Role Played: N. Malik. Co-Stars: Mohanlal, Vivek Oberoi, Manisha Koirala, Seema Biswas, Antara Mali, Rajpal Yadav.
Khaas Aadmiyon Ko Ye Bhi Yaad Dilana Chahiye, Ke Woh Kabhi Bhi Aam Ho Sakte Hain
Hamare Dhande Me Ek Galati Ko Maaf Karna, Us Se Bhi Badi Galati Hain
Jis Ki Nazar Game Se Hati, Samjho Woh Game Se Hat Gaya
Ajay Devgan Dialgoues From Himmatwala
Role Played: “Himmatwala” Ravi , Ravi’s friend Co-Stars: Tamannaah, Paresh Rawal, Mahesh Manjrekar, Adhyayan Suman, Zarina Wahab, Riteish Deshmukh.
Gareeb Ke Paas Sirf Do Hi Cheeze Hoti Hain, Sar Par Izzat Ki Pagdi Aur Pairon Me Mehnat Ki Chappal, Aur Jab Sar Ki Pagdi Uchalti Hain Toh Pairon Ki Chappal Haath Me Aa Jaati Hain
Kasam Hain Mujhe Apni Maa Aur Apni Behan Ki, Teri Jindagi Ki Maa Behan Kar Dunga
Na Main Dilli Wala, Na Main CBI Wala, Ek Behan Ka Bhai, Ek Maa Ka Beta Himmatwala!
Itihaas Ki Ek Bahot Boori Aadat Hain, Woh Kabhi Na Kabhi Phir Se Dauhrata Zaroor Hain
Maa Sherawali Ka Haat Hain Mujhpar, Chahe Saikdo Dushman Aa Jaye Zameen Par, Ek Ek Ko Zinda Gaad Dega Ye Himmatwala Yahi Par
Some More All Time Great Ajay Devgan Dialgoues
Pyaar Apni Khushi Me Nahi, Balki Jinhe Tum Pyaar Karte Ho, Unki Khushi Me Hain – Hum Dil De Chuke Sanam
Gusse Se Dekh Rahi Ho, Yaa Shakal Hi Aisi Hain – Golmaal-Fun Unlimited
Maut Ke Sath Sirf Jindagi Khatam Hoti Hain, Mohabbat Nahi – Jaan
Confidence Bahut Kutti Cheez Hain, Agar Nishane Par Lag Jaaye To Kamaal Hain, Warna Bawaal Hain – Aakhrosh
Some Goals Are So Worthy, It’s Glorious Even To Fail – LOC Kargil
Mere Jane Ke Baad Log Mujhe Jyaada Yaad Karte Hain – Qayamat
Jab Baat Hindustan Pakistan Ki Ho Rahi Ho, Toh Har Hindustani Ek Hi Taraf Hota Hain – Qayamat
Insaan Apni Family Ke Bina Ji Nahi Sakta, Unke Liye Kuch Bhi Kar Sakta Hain, Phir Duniya Usse Matlabi Kahe Yaa Khudgarz – Drishyam
Zindagi Se Jyaada Mohabbat Nahi Karni Chahiye, Aakhir Me Sab Se Haseen Dhokha Zindagi Hi Deti Hain – Tezz
Chahane Aur Haasil Karne Me Bahut Fark Hain, Pyaar Sirf Hasil Karna Nahin, Pyaar Dene Ka Naam Hain – Hum Dil De Chuke Sanam
Us Ki Ek Muskurahat Mere Sare Gham Mita Degi – Hum Dil De Chuke Sanam
Toofan Me Bahaa Hain Na Ye Sholon Mein Jala Hain, Ghayal Hua Teeron Se Na Khanjar Se Kata Hain, Kehte Hain Jise Ishq Qayamat Hain, Bala Hain, Takraya Joh Bhi Is Se Woh Duniya Se Mita Hain – Ishq
Tags: Bollywood Actors Dialogues Bollywood Film Stars Dialogues Hindi Movie Dialogues